WordPress vs Blogger for Making Money in Hindi
Bloging ke lye Konsa Better Hai Blogger Vs WordPress? Humey Konsa Use Karna Chaye Blogerr Ya WordPress? Aur En Mayse Popular Konsa Hai? Es ma Se Zyda Easy konsa Hai? Aur Zyda Earning Kis Se Hote Hai.
Ye Common Question Jo Jo Log Blogging Karne Se Pehle Pouchte Hai.Aj Ke Es Blog May Ma Apko Btao Ga ke Ap Ko Kon Sa Platform Use Karna Chaye.
Blogerr Aur Wordpress Major Platform hai Without Coding Ka Apne Website Ko Start Karne Ke liye.Blogger Ke Blogspot Aasan Hai Aur Ise Har Koi Samjh Skta Hai Aur Wordpress Profesniol Logo Ke Lye Hai.
Bohat Se Log Confuse Hote Hai ke Hum kaha Par Apne website Bnaye Aur Zyda Tar log Ye Khte Hai Ke Apko Shuru Blogerr Se Karna Chaye Jab Ap Professional Ho Jao To Ap Wordpress Par Website Create Karlo.
To Aj Ke Es Article May Ma Apko Sare Detail Se Knowledge Doga Blogger Aur WordPress Ke Bare Mai So Lets Started.
Dosto Agar Ap SEO Sekhna Chte Ho Yaha Click Karo
Overview of WordPress and Blogger:
Wordpress or Blogger Dono Ke Ak Unique History Hai.inke Detaile Ma jane Se Phle Aye inka Bare Ma Thora Detail se Samajh Lete Hai.
WordPress Overview:
WordPress 27 may 2003 Ma Start Howa Tha Wordpress Ko Siref Blogging Ke lye Smjha jata Tha.Time Ke Sath sath Ye Pura CMS Platform(Content manegment System) Ma Change Ho Gya.Jo Website Bnane Ma Bohat Zyda Freedom Aur Assani Deta Hai.
Wordpress Blogging Community Ma Bohat Zyda Popular Hai.Wordpress Ak Open Source Plateform Hai Hamesha Se Aur Humesha Se Rahe Ga.Codes Ma Koe Hisa Dalte Time Ya Koe Theme Aur Plugin install Karte Time Apko Es Bat Ke Pure Igazat Hai ke Ap isko Change Kar Skte Ba Sart Ye Ke Apko Coding Ke Knoledge Ho.
WordPress Ma 8,000 Se Zyda Thems Available Hai.Aur 58,000 Se Zyda Plugins Avalible Hai.
Blogger Overview:
Aa Ye Jaan Kar Heraan Hogay Ke Bloggerr Wordpress Se Phle Aya Hai.Ye 23 August 1999 Ma Pyra Labs Company Ne Logo Ke Lye Relese Kya Aur 2003 ma Google ne Ese Khreed Lya Aur Wo Aj Be Es Ke Owner Hai.
Jiase Wordpress Ak Blog Publishing Platform Hai Aur Ye Apne User Ko Wo Sare Tools Deta Hai Jinse Wo Apne Website Ko Mentain Kar skte.
Blogerr Ko Abhi Bohat se Log Use Karte 2018 ma Ese Google Blogger Ko Jare Rakhne Ke lye Ese Update Kya.Blogger Abhe be Ak Bohat Bara PlatForm Hai Aur My Big Guide Youtube Channel Ke Owner ABHIAMNY U BHARDWAJ nay Ak interview Ma Btaya ke Unho ne Apni Website Blogger Ma Create Ke Hai.
Blogger ka Address Apko Kuch es Trha nzar Ata hai www.yourname.blogspot.com Blogger Ka Sath Ap Apna Custom Domain Atach Kar Skte Hai.
WordPress vs Blogger — Data and Market Share:
Jab hum WordPress or Blogger Ka Market Value Ke Actual Bat Kare to.WordPress Par 43.3% Website Run Karta Hai Pure Internet Se.
Blogger Ka Number Bohat Kam Hai Ye 1.4% Market Share Hai Lakin Apko Ye Be Yaad Rakhna Hoga Ke Ye Sirf CMS Bloggong Plateform Ko Bta Raha Hai.
Jo Number Blogerr Rakhta Hai Wo Dusre Platform Kise Wix or Wibbly Ke Niche Ate Hai.Es Ke Bawjood Blogger Ma Abhi Bhe Bohat Se Audience Hai.
WordPress vs Blogger — The Complete Rundown:
Ab Apne Yhora Sa WordPress Or Blogger ka Overview Dekh Lya.To Chlye Ap Dono Ma Comparison Karte Hai Ke Konsa Plateform Kaha Par Best Hai Aur Kaha Par Weak Hai.
Aur Apke Website ke Lye konsa BestHai.
Easy of Use:
Zyda Tar Log Jo Ye Janna Chte Hai Ke Konsa platform Use Karne Ka Asaan Hai.Bohat Se Log WordPress or Blogger Ma Who Chose Kare Ge Kp Unke lye Zyda Asaan hai.
WordPress:
WordPress pa Blog Setup Karna Ak Easy Step Hai.Apko Coding ke Koe Zrorat Nahi Apko Bas Ye Pta Hona Chaye Ke Theme Aur Plugin Kise instaal Karne Hai.Agar Ap Ye Janna Chta ho Ke Wordpress Ma Theme Aur Plugin Kise Instaal Karne Hai.To Ap Yotueb Par iska Touturial Dekh Skte Ho.
Jab Ap ye Sekh Lo Aur uske Bad Apnay theme Ko Slect Karna Hai.Ak Theme Apke Blog Ke Tamplate Hai.Jise ap Apne Blog ke Look Ko Dekh Sako.
Theme instaal Karne ke Bad apne Best Plugins Install karne Hai.plugins Apke Website Ma Aur Feature Add karte Hai.
Wordpress ma Contant Add karne Ke lye apen Simply Post and Pages Par Click karna Hai.Ap Apne Post Ma Text Image Aur Video Daal add kar skte ho.
Blogger:
Blogger Ak Simple sa Blogging Tool Hai Jise Ap Kuche Minute ma Apne Blog Create Kar Skte Ho. Apko Bas ak Google Account Ke Zrorat Hai.
Apne Blogger Website Par Jana Sing In Par Click Karna Hai Ye Karne Ke Bad Apne Blog ka Name Type Karna Hai Aur Blog ka Tittle Type Karna Aur Theme Chose Karne Hai.
Jab Apne Ye Karlya Ab Apne Apne Post Likhne Hai Aur Ese Publish Kar Dena Hai.Blog Ka Setup bohat He Simple.Agar Ap Apne Blog Ke Lyeout ko Change Karna Chate ho To Apne Theme Ke option ma Jana hai Aur Aur Edit Html Par Click Karna Hai.
Es Ke Lye Apke Pass HTML Ke Knowledge Honey Chaye.
Winner:
Dosto Agar Hum Simply City Ke Bat Kare To Blogger Ak Best Platform Hai. Agar Apko Zyda feature Chaye To WordPress use Kare Es Lye Dono Tools Apne Jga Thk Hai.
0 Comments:
Post a Comment