F Blog Kaise Likhe | Article kaise Likhe hain - infoanytime4u - AnyTime4U

Blog Kaise Likhe | Article kaise Likhe hain - infoanytime4u

Blog ke Liye SEO Friendly Article kaise likhte hain

Article Writting

Dosto Aj ke Es Blog May Ap Ko Btao Ga Ke Ap Blog ke Lye Article Kise Likhe Ge.To dosto Sab Se Phlee Ap Ne Apne Article ke Related Keyword Research Karne ha Take Ap Apna Article Apne Target Audience Tak Pouncha Sako.Dosto Ap Jab Be Blog Likhe To Use Sunder, SEO Friendly Aur Ap Ke Content ma Qulity hony Chaye. Ab Swal Ye Ata Ha Ke Agar Humare Content Ma Qulity Hoge To Humara Contant Google Ma Rank Ho jaye Ga.Dosto Agar Ap ke Content ma Qulity Lakin Ap Ne Apne Content Ke SEO To Ap ka Content Ap Ke Target Audience Tak Nahi Pounche Ga.For Example Ap Digital Markitting Ke Searvice Dete ho To Apne Website ko Digital Markiting Ke Service Par Google Par Number Rank Kar Wane Ke kye Keyword Aur SEO ke Zrorat Hoge take Ap ke Audience Jab Be Dijital Makiting Search kare to Un Ko Ap Ke Website Top Par Nzar Aye.
Dosto Blog Ke lye Article Likhne Se Pehle Kuch Tips Ma Ap ko Doga Jin Ko Dhyan Ma Rakh Kar Ap Ne Blog Ka Article Likhna Ha

Article writing tips


Writing Tips For Bloggers

  • Short And Sweet: 

Dosto Apne Blog ke Article ko Chota Aur Acha Bnao Ge Yani Es ma Se Gair Zrori Alfaazo ka Istmal Na Kare For Example: Hassan was writing about his Class Hassan wrote about his Claas.”
Aur Dosto Es Ma Grammer Ke Galte Be na ho.

  • Check out your competition:
Dosto Apne Blog Ko ke Article Ko Likhne Se Pehle Apne Compititor Ke Article Ko Read Karp Esse Ap ko Andaaza Ho Zye Ga ke Ap Ne Kya Likhna Ha.

  • Write for your audience, not Google.
Dosto Ap Ne Apna Article Google ke Mutabic Nahi Apne Audience Ke Mutabic Likhna Agar Ap Ke Audience ko Ap Ke Article ma Ache knowledge mile Ge Jis Se un ko Fyda Hoga To Wo Ap Ke Blog Par Dobara Be Aye Ge To Dosto Ap Apne Audience ke traf Zyda Focus Karna Ha 
 
  • Determine what topics you’ll cover:

Dosto Article Likhne Se Phle Ap Apne Ap SE Ye 3 Swaal Poucho

Article writing Question
  1. Ma Kis Ke Bare ma Likhna Chta Ho?
  2. Ma Es Topic Ko Kitne Ache Trha Smajta Ho?
  3. Kye Ye Topic Se Milte Ha?
Dosto Ap Apne Niche ke Bare Ma Zyda Maloomat Ha Es lye Ap Apne Niche Ke Bare Ma Zyda Ache Trike SE likh Skte ho Lakin Dosto Ap Apne Competitor Ka Article ko Be Read Karo Aur Us Ke Article ma Gltya Dekho Ap Un Se Acha Aur Unike Article Likho Dosto Ap Apne Compitior Ke Areticle Ke Niche Logo Ke Comment Dekho Jis Se Ap Ko Andaaza Hoga Ke logo Ke kya Zrorat Ha Ap Un Ke Zroorat ke mtabik Article likho Aur Es Ma Image be Add Karo Jis Wo Apke ke Article ko Asaane Se Smaj Jaye. 
 
 

 
 




CONVERSATION

0 Comments:

Post a Comment

Random Posts